نبھا رہا تھا تعلّق کسی طرح امیروں سے
لوگ پہچاننے کا ہُنر سیکھا اس غُربت سے
निभा रहा था ताल्लुक़ किसी तरह अमीरों से
लोग पहचानने का हुनर सिखा इस ग़ुरबत से ।-
Muflis danishwar dharbadar deky h.
Hum ne sarko pe danao k bistar deky h.
Ameri K ye muaajza b Dekha h,
Hum ne paglo k b nokar deky h.
-
Aik he pal me tukra dena,
Agly pal sada kon deta h?
Chota na ho Wady me milaya howa hat,
Ab aise me dagha kon deta h?
Saza e mot ik bar Hoti h,
Roz marny ki SAZA kon deta h?
Tori c Izzat pa k hum ye b bhol bety,
K akhir Hume ye Maan kon deta h?
Pesa b zarori h Zaid,
Sirf ikhlaq ko dek kr sooda kon deta h?-
Bala kon gar pe betna na chahy GA,
Muhtarm
zaroriyat sarko pe liye phirti h sab ko.
-
Eid Ul Azha
Bakra Mandi k do char chakkar katny k bad andaza howa k munasib janwar 1 se 1.5 lac tak k hudod me mil jata h, agr kisi k pass raqam kafi zyada ho or or b achy janwar ko Allah ki rah me qurban krny Ka khwaishmnd ho to b 2 se 2.5 lac me har lihaz se acha janwar mil Sakta h, o khareedi ly.
Lockdown k baais buht se log hatta k jinho ne pichly sal qurbani ki ti shayad is sal bacho ko Eid k kapry or chappal b na dila pai. Ap munasib janwar khareed kr qurbani zaror kary, lekin 5 10 lac Ka janwar ye soch k lana k parosi b laya h apny NAAM k khatir us se kai zyada bhtr h 1 se 2 lac Ka janwar laya jai gharz ye k ap jitny b pese nikaly janwar k Liye beshak bari se bari raqam nikaly pir janwar khareedty waqt intihai munasib janwar ko Dimagh me raky or ady pese bachai.baqi peso se kam as Kam 5 10 khandan ki madad ki jai, is se ap riyakari jese bury faail se b bach jai Gy, gharor se b mehfoz rahy Gy or kai bacho k chahro pe Khushi bakhery Gy ap kai safaid posh ko qarzy k boj se bacha Pai Gy. Or ap khud itminan qalb mehsoos kro Gy.
Yad rhy qurbani sunnat h or har naik amal ki apni jaga ahmiyat h, qurbani hargiz na chori jai. Mayana Ravi se ap kai Naik kam aik sat kr sakty h.-
Naumeed hoky bala hum ne kab dar badly h,
Mana k ghareeb h kai kirai k ghar badly h.
Dil Ka bas me h to bas,aik he shakhs ko rehny Diya,
Han bas qismat k mary h, to khud Kai shehar badly h.
Ye to aam see bat h kamzor admi Ka sat chor dena,
Kamal kya howa Jo tum ne nazar badly h.
Me akela manzil pe puhancha to sharminda ta,
Pata kiya to malom howa Jo pory h unho ne apny humsafar badly h.-
Pasand na pasand bhi be' mainey lagti hai...
Ghurbat jab insaan ko aazmane lagti hai...
Duniya aaina dekhti nahi dekhane lagti hai...
Ghurbat jab insaan ko aazmane lagti hai...
Khwaishey majboori ke aage dam todhne lagti hai...
Ghurbat jab insaan ko aazmane lagti hai...
-
Gurbat jab insaan ko aazmanae lagti hai
Maut phirr uss se dur jaane lagti hai
Tadap dard aazmaish takleefen sab ki sab
Uss ke andar apna mukammal ghar bannane lagti hai
Roz ek naya sitam uss par dhaaya jaata hai
Gareeb ki gurbat ka mazak sar e aam udaya jaata hai-
کچھ اس طرح سے منانا خوشی تم عید کے دن
کہ تم کو دیکھ کے چھلکے نہ آنکھ غربت کی
حفیظ بن عزیز
कुछ इस तरह से मनाना ख़ुशी तुम ईद के दिन
कि तुम को देख के छलके ना आँख ग़ुरबत की-