शान न ज्जति थी आंखों में
शानदारो की....
कलमा पड़ते थे हम छाव में
तलवारों की...-
Mujhe maut ka dar nahi
Lekin wo akhiri sans mere
liye haram hai jis se pehle
main hathiyar daal dun.
(Ertugrul)-
Unki nigaho ne kuch aesa jadu kiya
Iss dil bechare ko bhi bekabu kiya-
कबीर जैसी मोहब्बत की तलबगार थी दुनिया,
Ertugrul ने आ के मायने मोहब्बत ही बदल दिया।-
सच्चे लोग कड़वे होते है जनाब
उन्हें तमीज़ कहा होती हैं
बात करने की ,
सीखना है तो झूटे लोगों से सीखो
क्या मीठा बोलते है 👏👏-
Humne to bas itna hi seekha hai dosto,
Raah-e-mohabbat mein kabhi kinara nahi milta,
Jo mil jaye iss raah par Kabhi yaar se,
Wo zakhm karbi phir doobara nahi silta.-
Kaash usey chahne ka armaan na hota,
Main hosh mein rehte huye anjaan na hota,
Na pyar hota kisi patthar dil se humKo,
Ya phir koi patthar dil insaan na hota.-
Ye sach hai ki hum mohabbat se darte hain,
Kyunki ye pyaar dil ko bahut tadpata hai,
Aankh mein aansoo to hum chhupa sakte hain,
Dard-e-dil duniya ko pata chal jata hai.-
Tute huye dil ne bhi uske liye dua maangi,
Meri saanson ne har pal uski khushi maangi,
Na jaane kaisi dillagi thi us bewafa se,
Maine akhri khwahish mein bhi uski wafa maangi.-
Hum chaahe to bhi tujhe bhula nahi sakte,
Teri yaadou se daaman chura nahi sakte,
Tere bina jeena ek pal bhi mumkin nahi,
Tumhein chahte hain itna ki bata nahi sakte.-