Bahut kuch Jaan ke Jana hai tumko,
badi mushkil se pahchana hai tumko, mujhe Jo kuchh Tum samajhteHo galat Hai,
kisi din yah bhi samjhana hai tumko.-
12 AUG 2020 AT 13:53
17 JUL 2020 AT 16:23
Khushi Mili hogi jab kisi ne tumhare kam ko saraya hoga, Sukoon to tab Mela hoga jab tumne maa ke godi may
Sar rakh kar aansu banaya hoga..-
31 MAR 2023 AT 14:57
Apni halat ka kudh Ehsas nahin hai mujhko
maine auro suna hai pareshan hu mai....-
5 AUG 2020 AT 15:32
Kaun kahta hai ki Mohabbat sirf Jaan leti hai kuchh bar o ham sa hamara Imaan bhe leti hai
-
1 MAY 2022 AT 17:24
Teri awaaz ka o dard likh dunga,
Teri Mohabbat ke Naam meri har Sham likh dunga ....— % &-
30 APR 2022 AT 17:29
Ek tarfa Mohabbat ke kisse mujhe mat suno
Maine uske bad khud se be Mohabbat nahin ki....— % &-