"किसी के हक को छीन कर मिली 'खुशी'
'क्षणिक' हो सकती है 'स्थाई' नहीं"।-
Aur Fir________________
Rozana Mera Dil Dukhakar, Akhir Me Kehta Hain Wo..
Khush Rehna, Apna Khyal Rakhna..-
Hum Acche Logo Ki Ek Sabse
Badi Kami Ye Hoti Hai Ki...
Log Humara Kitna Bhi Dil Dukha Le,
Kitna Bhi Suna Le, Aur Phir Ek Baar
Acche Se Baat Karle Toh Phir Hum
Unse Pyaar Karne Lag Jaate Hai, Unki
Baaton Mein Aa Jaate Hai,
Aur Phirse Yakeen Karne Lag Jaate Hai.
Log Humara Baar-Baar Dil Dukhate
Hai Aur Hum Phir Bhi Unpe
Phirse Yakeen Karte Rehte Hai Aur
Aakhir Mein Akele Rote Rehte Hai.-
Rishton ke khaatir hi hum,
aksar jhuk jaate hai
Or log faaida uthakar hamara,
behad muskurate hai
Zamane se hi seekha humne,
Matlabi banna yaaron
Ab itni to raahat hai😑
Apne dil nahi dukhate hai-
Kisi Ke Pyaar Ko Bhulana
Nahi Aata Hai Mujhe,
Kisi Ke Dil Ko Dikhana
Bhi Nahi Aata Hai Mujhe,
Kisi Ek Ke Liye Tadapna
Toh Sikh Liya Hai Maine,
Par Kisiko Apne Liye Tadapna
Nahi Aata Hai Mujhe.-
Gairon ke saamne budai
Humari vo hi karte hai
Aise dhongi rishton ko
Khone se hum nhi darte
hai Dikhane ko dekha de
unhe hum Aukat unki par
kya kre Hum kisi ka dil
dukhana nhi jaante Aur
log kehte hai ke hum
Rishte nibhana nhi jaante-
Mujhko Kuch Aur Dilnashi'n Zakhmo Ki Ata De Tu
Mai Hu Mujrim Tera Jaana'n Mukhko Saza De Tu
-
Ab Na He Woh Mujhse Baat
Karti Hai Aur Na Hee Mai,
Ab Usse Baat Karne Ki Kabhi
Koshish Kiya Karta Hoon.
Pata Nahi Woh Mujhe Yaad Bhi
Karti Hogi Ya Nahi Aur Na Hee Ab,
Mai Usse Apni Yaad Dilane Ki
Koshish Kiya Karta Hoon.
Woh Toh Khush Hai Bas Apni
He Ek Duniya Mein Aur Ab,
Mai Bhi Khush Rehne Ki
Koshish Karta Hoon.-