QUOTES ON #DESHHUMARA

#deshhumara quotes

Trending | Latest
9 FEB 2019 AT 8:21

वतन की आवरु है इसे पाल के रखना,
हो सके तो तिरंगा सम्भाल के रखना ।

-


19 DEC 2019 AT 22:30

Yaad hai mujhe bhi
Woh dadaji ki kahaniyan .
Din dhalne ke baad
Woh zaroor se bolate .
Aur apne paas baithein
Un kaye kahaniyon mai ,
Bachpan ke nadaniyon se
Azaddi ke kesse bhi the.
Woh dekha tha angreez ka zamana bhi.
Woh jiya azaddi ka fasana bhi.
Yeh mulk sab kuch tha
Subh ka sooraj aur barghad ki chaw.
Choora tha zamana watan ke azadi ke lye hi.
Aaj woh kesse hi yaad aya
Ankhon se ansoon hi sirf bahaya.
Kya baat haina kal dada ne kahani suniye .
Aaj uss azadi ke lye hai phir larayi.
Fark itna hai aaj angreez nhi.
Sirf mazhab ki hai larayi

-


22 NOV 2019 AT 1:05

Wohi akeli raahe hai ye
Wohi akeli main insan
Wohi aasma wohi zami hai
Wohi reh gaya ye sansar

Dur gayi to bhul gayi thi
Panchhiyon ka wo chehchehana
Bhul gayi this aasma ka
Sukh- dukh mein
Jham jham Kar baras Jana

Pardesh ki baat bahut alag thi
Zami waha ki thi banzar
Desh humara wohi dharowar
Wohi dhara hai wohi samandar
Wohi reh gaya ye sansar

-