When i asked god why with me??????
God-
Har manjar par milega sath mera, mai rahunga sada humraj tera.
Tu chahe mujhe kahe dusman apna,
Par tujhe par rahega sata hath mera,
Kabhi hasaya kabhi rulaya,
Ye sab kar maine kya paya.
Bure samay ka sabak diya hai,
Tere liye he maine kiya hai.
Bas kuch din hai muskil k,
Fir aayega tera sabera.
Tera bhi suraj chamkega,
Chhat jayega sara andera.
Bas rahna tu sath mere aur rakhna vishwas mera.
Har manjar par milega sath mera,
Mai rahunga sada humraj tera.......
-