QUOTES ON #BURA_LAGTA_HAI

#bura_lagta_hai quotes

Trending | Latest
9 JUL 2020 AT 21:48

पता नहीं क्यों बुरी लगती हैं,
छोटी छोटी सी बात भी मुझे,
उसका बात करके अलविदा कहना भी,
सीधे दिल को चुभ जाता है।

-


23 MAR 2020 AT 15:05

उसकी हरकत यूँ है कि जैसे खुदा लगता है,
वो मुझसे ज्यादा तो दूजों से जुड़ा लगता है,
वो मेरे सामने दूजों से मिल रहा है गले,
मैं बुरा मानता नहीं हूँ, बुरा लगता है..

-


14 JUL 2019 AT 13:35

bura lagta hai..
jab kisi ki kahani me aapne ansh ki talaash hoti hai lekin uski kahani ki surwat hi kisi aur se hoti hai...
bura lagta hai..
jab koi kahe ayenge aur uske intezaar me shubha se saam hoti hai lekin uske din ki surwat kisi aur ke saath  hoti hai..............
bura lagta hai...
jab kisi aur ke bharose pe tiki zindagani hoti hai lekin usse toh ess baat ki fikaar bhi uthani nahi hoti hai...
bura lagta hai..
jab baato ko sabit karne ke parmann dene hote hai lekin kia hua waade ke dard ka ehsaas hi nahi hota hai...
bura lagta hai...
jab sb saath ho lekin ek ko akele rehne ka ehsaas ho..
bura lagta hai.....
jab har sawal ya chhhat ka jawab 'na' hota hai.............
bura lagta hai....
jab beetana ho kisi ke saath kuch pal lekin usko kadar hi na ho aaj kal..
bura lagta hai...
jab mannani ho kisi ko aapni baat lekin jb hm bole toh krte hai mera mnn udass.......
bura lagta hai......
jab na samjhe koi en alfazo ko...........
bura lagta hai..
jab mujhe kehna na kuch bhi...
bura lagta hai .......
jab mera dil aur dimaag na sune ek dusre ki..



-


8 MAY 2020 AT 1:18

"Jaana chahe tumse kbhi na ho baat or tum mt rhena mere sath"
"Par kisi ko ke sath dek kar"
"Muje bhi bura lagta hai"

-


15 AUG 2018 AT 21:42

Sach Kahun Toh Mujhe Ahsaan Bura Lagta Hai,
Zulm Sehta Hua Insaan Bura Lagta Hai,
Kitni Masrook Ho Gayi Hai Yeh Duniya,
Ek Din Thhehre Toh Mehmaan Bura Lagta Hai.

-