प्यार का समुंदर तो वही हैं,
मैने तो बस नाव बदली हैं |
-
जब से उसके प्यार की परछाई अलग हुई है,
तब से चांदनी में भी धूप का एहसास हुआ है..-
Tu samajhta kyu nahi ,tere bin hum rah ni pate hain,
Tu samajhta kyu nahi ,tere bin hum rah ni pate hain,
Tere bichhadne ke dard ko hum sah nahi pate hain,
Tu samajhta kyu nahi ,tere bin hum rah ni pate hain,
Jab dekhte h tere diye hue us gulab ko,
Us gadhe rang laal khash ko,
Yaad karte h hum tere sath bitaye un khawab ko,
Achanak thahar jate h lamhe , jaise wo khwabo ki kitaab ho
Tu samajhta kyu nahi,
Tere bichhadne ke dard ko hum sah nahi pate hain, Tere bin hum rah ni pate hain,
Jab dekhte h teri tasvir ko to,
Tere haseen chehre mein hum kahi kho s jaate Hain ,
Pr phir khud ko akale aaine me dekh laut hum apne mukaam pe aa jate hain,
Tu samajhta kyu nahi ,tere bin hum rah ni pate hain,
Tumhe smjhna mano namumkin sa lgta hai,
Tumhe smjhna mano namumkin sa lgta hai,
Pr phir bhi pta ni kyo, Tere kareeb jaana mumkin sa lgta hai ,
Tu samajhta kyu nahi,
Tere bichhadne ke dard ko hum sah nahi pate hain, Tere bin hum rah ni pate hain,
Jab bhi Aankhen band karte h to tere khawab aate h,
Aur khulte hi hum fir se akale ho jate hain.
Tu samajhta kyu nahi,
Tere bichhadne ke dard ko hum sah nahi pate hain, Tere bin hum rah ni pate h...-
She was drop of water,
He was a shell.
He shelters her,
And She became a Perl.-
He locked the lips
And she sighed
She hugged him
And his pain vanished.
Yes,
She was his imaginary girl.-
Misari si ghulti hai,
Woh yadon me aaj bhi mere...
Din ki tarh dhalti hai,
Woh samon mein aaj bhi mere ....-
Jab se uska sayaa mere upar se ja chuka hai,
Tabse begani phir rahi hoon,idhaar udhar bhatak rahi hoon...-
Kaanto ki tarah chuvti hai wo
Aj bhi kheyalo me mere
Par aj bhi waqt ki sine
Me dharakti hai tu kahi❤-
Irony of fake world
In the world of fake love bonding and relationships,
The true heart remains broken.. 💔-