Badan mera mitti ka sansh meri udhaar hain,
Ghamand karu kish batt ka hum sab toh malik tumhare kirayedar hain.-
Jo insaan rota rota gusse mein saab kuch bol deta hai na ,Wahi sach hota hai...
kiyun ki gussa aur rona insaan ko sach bolne ke liye majbur kar deta hai...-
Life is like riding a bicycle. To keep your balance, you must keep moving.
-
Swarg ka sapna chodd do nark se darna chodd do kaun jane kya papp kya punye hai..
-
Ekk nafratt hai jisko paal bhar mein mehsush kar liya jata hai, Aur
Ekk prem hai jiska yankeen dilane ke liye sari zindagi bhi kam padd jati hai...-
Apni khusiyon mein khush rehna sekho,
Logon ka kya hai woh toh khud se bhi naraz hai.-
Achhe logo ki sangatt se hamesha achhi batein he sikhne ko milti hai,
Kiyunki hawa jab phulo se gujarti hai toh woh bhi khusbudar ho jati hai.-
Jivan mein dur drusti ke sathh
Dibya drusti bhi hona jaruri hai.-
Intelligent wo Nahin hai Jo school mein top karte hai,
Intelligent woh ha jo life mein top karta hai.-
Kamiyab insaan bhale he khush na rahe,
Khush rehne wale insaan kamiyab jarur hote hain !!-