QUOTES ON #BATCHMATE

#batchmate quotes

Trending | Latest
7 JUL 2021 AT 23:07

Delightful trip down memory lane.
(मिलना एक मित्र से 44 वर्षों बाद)
Read in caption

-


11 AUG 2020 AT 10:44

एक श्लोक लिख रहा
अनगिनत गजलों का रचयिता
एक छंद में समेटा
सम्पूर्ण सृष्टि का प्रणेता

शब्दों ने अंगड़ाइयां ली हैं
इकतारे ने गुंजन किया है
इस पावस की ऋतु में
रश्मियां "कजली" गा रहीं हैं

जो तुमने तारों से चुना
चांदनी से कहा
सबसे प्यारा ख़्वाब
नाजों से महत फलक पर सजा रही हैं
उमंग से भरे त्यौहार....

धूप के पत्र में
लपेटे हर्षित 'अनुराग' ला रही हैं......

(Caption में पूरा पढ़ें)

-


20 MAR 2019 AT 10:54

Dedicated
to
Mamta Varshney
Khushnuma uska andaz hai
Aligarh ka wo mehkta gulab hai
Reshmi jiska mijaz hai
Wo mamta badi khushakhlaq hai
Fizaon me mohbat ka rang gholti hai
Bht meetha bolti hai
Khilkhila k hasna uske ada hai
Sadgi me bhi uski shahi maza hai
Muskurana uske zindadili ke jaza hai
Sab ka khayal krna uske fitrat me basa hai
Khubsurat usk khayalat hai
Fakhr e Alig hone ka sharaf usk pas hai

-


20 MAR 2019 AT 8:14

Dedicated
to
Parul Singh

Kbhi Rani lakhsmi bai to kbhi bane razia sultan
Zaban ke teekhi mgr dil se achchi hai
Naye zamane ke nayi si ladki hai
Doston me uske jaan basti hai
Dilse bilkul kachchi hai
Ehsas me aj bhi bachchi hai
Doston k saath bachcho sa khelna
aaj bhi aadat hai usske
Bhari bheer me bachpan ko jena fitrat hai uske
Yehi Parul jab yakayak muskurati hai
Muskurahat uske dhero rang bikherti jati hai

-


20 MAR 2019 AT 1:24

Dedicated
to
Dipanjan Mishra

Bhooli se surat masoom sa wo banda hai
Ilm ka behta dariya hai jo
sab ke madad ko tayyar phirta hai wo
Apne kam se kam rkhta hai wo
Dilme sab k maqam krta hai jo
Sadagi per uske duniya fida hai
Sharafat uske fitrat ke jaza hai
Aarzo uske sab k dilon me basne ke hai
Justuju uske bht kuch seekh lene ke hai
Bengali lehje me hindi bolkr mithas gholta hai wo
Kolkata ka Dipanjan Mishra wo

-


19 MAR 2019 AT 22:29

Dedicated
To
Lakhvinder Chaudhary Lucky

Tehzeb ka markaz ilm ka samundr hai jo lakhvinder hai wo
Aadatan muskurana izzat dekr sabko bulana
Bujhti hui shama apne hausley se jalna
Zindadili Kya hai ye sabko sikhana

-


19 MAR 2019 AT 19:35

Dedicated
to
Dr. Rajni Gupta

Kuch naghme hamesha sada bhar Rehty hai

Kuch log taa umr Gulzar rehty hai...

Salaam ink jazbe ko ink hausley ko

Ye aandhiyoun se bhi ladne ko tayyar rehty hai

-


20 MAR 2019 AT 7:47


Dedicated
to
Sudhanshu Singh

Kahaniyoun ka isk pas zakhera hai
Engineer to apna heera hai
Khamosh mijaz rehta hai mgr
Baat paaty ke kehta hai bilkul zabr
Hazirjawabi bhi inke ek ada hai
Inke kahaniyoun ka alg hi maza hai

-


20 MAR 2019 AT 0:49

Dedicated
to
Shubham Sharma

Muskan usk chehre par saji rehti hai
Mithas uske baaton me bani rehti hai
Khushmijazi se sabse milta hai
Bada hi khushakhlaq banda hai

-


19 MAR 2019 AT 22:52

Dedicated
to
Sufia Sartaj

Khushnuma khushmijaz khusakhlaq se ladki hai wo
Muskurane se apne khushiya bikhrti hai jo
Mijaz ke sada or akhlaq me bepanha hai aala
Uska andaz hai sabse nirala
Muskura k sabse milna hai jiske aada
Rehti hai duniya us Sufiya par fida

-