Jo Chaman sabse haseen hai..
Mai ussi Chaman ka naseeb hu.
Eid - e - Alig Mubarak ho.
-
यूं ही उजाला रहे तेरा, जाहीलियत की रातों में
इल्म की सुबह होने तक,
के क़ायम रहे वजूद तेरा,ए चमन-ए-अलीगढ़
क़यामत की सहर होने तक।-
Bala ki raunaqe bikharti hai mere shehar me
Pariya jo akar uttarti hai Ami nisha k deher mein-
मुझे वो चाय बेइन्तेहा याद आती है ...
जो हर रोज़ अलीगढ़ की हसीन याद दिलाती है .....।।-
Dedicated
to
Mamta Varshney
Khushnuma uska andaz hai
Aligarh ka wo mehkta gulab hai
Reshmi jiska mijaz hai
Wo mamta badi khushakhlaq hai
Fizaon me mohbat ka rang gholti hai
Bht meetha bolti hai
Khilkhila k hasna uske ada hai
Sadgi me bhi uski shahi maza hai
Muskurana uske zindadili ke jaza hai
Sab ka khayal krna uske fitrat me basa hai
Khubsurat usk khayalat hai
Fakhr e Alig hone ka sharaf usk pas hai-
Ek baat ho jaye
Sath aik chai ho jaye,
Dil se Aligarh ka ahsaas ho jaye
Kuch karne ka humko ihsaas ho jaye ...
Mile yaha hai hum sabiko
Kiska hai intezar un sabiko,
Karna hum sabko roshan hai naam apne ghar ka
Dil.me hai rakhna humko khayal apne ghar ka....
Jiska kiya hai wada hum sab ne apni rooh se
Karne qubool sabko apne bhi dil ke sapne ,
Hai sath wo hamare hr problm.ka malik
Jhukna bas uske Aage hai wo sabka khaliq...
Ha bata in sabko ki hu'n me is chaman-e-alig ka bulbul
Ha bata in sbko ki hu me apne aligarh ka bulbul....-
Qur'an-o-qaul-e-Nabi pr mai yaqeen rakhta hoon,
Bashar me mahaz ab maa pr yaqeen rakhta hoon,-
Andesha-e- judai k darr me jiya hun main
Ye mat samjh k toot k chaaha nhi tujhe-