Muje Accha Nhi Lagta,
Tumhe bevajah pareshaan karna..
Tumara wo bahut sari,
Baate krke achanak se chup hona..
Muje Accha Nhi Lagta,
Tumare siva kisi or ko dekhna..
Din bhar saath rah kar bhi,
Ghar jate waqt tumhe "bye" Karna..-
26 FEB 2019 AT 0:08
24 JUL 2019 AT 18:26
Tere bina acha nahi lagta..
Aur itna door mann nhi lagta..
Tumhe har pal hum yaad krte hai..
Yehi har bar kehna acha nahi lagta...-
30 APR 2019 AT 23:33
Zindagi main pyar kya hota hai
Uss shaks se pucho,
Jisne dil tutne k baad bhi
Intezaar kiya hai-