QUOTES ON #AANKHONKIMASTI

#aankhonkimasti quotes

Trending | Latest
2 MAY 2022 AT 3:10

Yu hi nahi teri aankhon ka
Kajal itna kala hai...

Na jaane inpe kitne hi
Aashiq jale honge....

Sab jale hi nhi honge,
Kuch hmari trh inse ishq
Krne ke liye bhi Bache honge🙃

-


21 AUG 2020 AT 8:50

jin aankhon ke deewane ho hazaro
wo aankh ke ek aansoon ki kami
ko kya samjhega

-


23 SEP 2018 AT 20:32

Tumhare Inn, Aankhon Ki Masti Ko.....

Kaala Chashmah Ne, Qaid Kar Rakha Hain.....

Jab Tum, Khamosh Ho Jaate Ho.....

Toh Bas Innhi Se, Hum Baatein Karte Hain.

-