26 DEC 2019 AT 22:42

Ek aur saal guzar gaya, aaraam se..

Daman na mehfuz raha, kisi haraam se..

Raha Mai ghafil, Kibriya ke paigham se..

Bacha lena ya Rab, khufnak anjaam se..

- Zaighum