ये आजमाइश है या फिर है ये मुसीबत ख़ुदा जाने ,
मेरी तकदीर , मेरा किरदार ,मेरी मंजिल ख़ुदा जाने ,
अब बयां नहीं होता अल्फाजों से शब–ए–ग़म,
अब जो होगा मेरे साथ अच्छा ,बुरा ख़ुदा जाने।
✍️ ساجد۔-
to qalam ke sahare bol leta hun.
जो यक़ीन की राह पर चल पड़े,
उन्हें मंज़िलों ने पनाह दी,,
जिन्हें वसवसों ने डरा दिया,
वो क़दम क़दम पे बहक गए ।।।-
Khareed kar jo parinde udaaye jaate hai,,
Hamare shahar me wo kasrat se paaye jaate hai,,,
Aur kahi miloge to jaan jaoge yaar....
Ham waise hai nahi jaise bataye jaate hai.....-
Mat puch ke ham zabt ke kis raah se guzar ke aaye,,
Bas is baat ka khyal rakha ke tujhpe koi ilzam na aaye....-
Tu noor-e-mahtaab hai,,
Tulu-e-aaftaab hai,,
Meri dhadkano ka raqs hai,,
Meri rooh ka rubaab hai,,
Na mil jo tera jee chahe,,
Tu dil me dasteyaab hai....-
Aasmaan se utri kisi hoor jaisi lagti ho..
Dhalte sooraj ke kirno si,,shaam jaisi lagti ho..
Aur kon kehta hai,,savarne par hi log khubsurat dikhte hain...
Tum to saade libas me bhi chand jaisi lagti ho.....🌚-
Aam se chehre par bhi ishq utarta hai,,
Kahaniya sirf shehzadiyo ki nahi hoti...
Tum kisi aasmaan ki hoor jaisi lagti ho,,
Aisi aankhein zameen-zadiyo ki nahi hoti-
Kuch iss trah se tujh pe yakeen kia maine,
Kaali raato ko bhi rangeen kaha maine,,
Aur mujhe kia malum tha tum dua me kisi aur ko mangte ho,,
Teri to har dua pe aameen kaha maine...-