6 MAY 2018 AT 0:02

Un baato ki beech ki lambi
khamoshi ko sun pa rha tha main,
Tere bina kuch bole saari baate samjh
pa rha tha main,
Woh baat suru karne k intakal
ka intezar kar rha tha main,
Teri dheere dheere badhti
dharkan ko mahsūs kar
pa rha tha main.

-