21 JAN 2019 AT 15:15

Tum Kya Leke Aaye The Aur Kya Leke Jaoge, Kal Tak kya tha tumhare paas aur Aaj Kya Hai tumare paas aur Aane Wala Kal Kya Hoga tumhare paas, akele Aaye The Tum Kisi Din aur Sab Ko Porishan karke Shayad akele Jaoge bhi kisi din, kuch Leke To nahi ja paoge, kam se kam kuch accha kaam karke to jao Jate Jate....!!

-