Waqt hi batayega, Kaun apna hai Aur kaun paraya...
Jo insaan(dost/apna) humare bure waqt mein humare saath nahi hai, usse humare ache waqt mein humare saath rehne ka koi haq nahi hai... Woh toh waqt hi batayega ki yeh apna hai ya nahi..- Sujatha✏
30 JUL 2019 AT 14:03