27 JUN 2019 AT 0:40

Agar yeh keh do bagair mere
Nahi guzara to main
Tumhara
Tum apni Sharton per khel khelo,
Mai jese chahu lagau baziii,
Agar mai jeeta to mai tumhara
Agar mai hara to mai
Tumhara
Tumhara Aashiq, tumhara mukhlis,
Tumhara sathi, tumhara apna,
Raha na in mai se koi duniya mai
Jab tumhara to mai
Tumhara
Tumhara hone k faisle ko mai
Apni kismat par chhorta hun
Agar mukaddar ka koi
tuta Kabhi sitara to mai
Tumhara
Yeh kis pe taveez kar rhi ho
Ye kis ko paane ke hain wazeefe
Tamam choro bas ek jo
Karlo ishtikhara to main
Tumhara.....

- Senocky