A simple request to you all,
PLEASE, everyone check up on people who are close by you, your family, friends and also strangers. We don't know what the next person is going through. So ask them if they are in some pressure, if they need any help or not. Share your happiness with them and make them feel that you are there to help them out, if required. Please be there for each other, not only for this pandemic times, but for each and everyday.
If a simple message from you like "I'm there for you", or "you're beautiful/amazing" make them feel happy, become a reason for their smile, so you can ping up a message to your close ones.
-
Per time writer đ
Pen ââ hold up
Voice of a secret lover đ đ
Being alone is better than tying yourself up in a toxic relationship.
-
Kuch baat thi adhuri hum dono ki
Kuch koshish thi bewajah tujko pane ki
Chup rahe kar intezar tere lautne ki thi
Aashko ko bahake umeed mein bunti rahi
Mukammal jab huyi mohabbat humari
Khwab jesa lagti hain ye duniya puri
Ab aasu agar palko tak bhi aa jati hain
Woh saath apne muskan ko bhi bulati hain.
Dur rehe ke bhi hum itne kareeb hain
Ki toofan bhi aane me thoda dagmagati rahe
Teri aawaz se tujhe samajti rahi
Meri aankhon se tu dil ki baat jaan jati...
Kuch iss tarah si hain kahani humari
Kuch tum toh kuch hum pure karti rahi.-
Jo haqeekat meri apni hai
Woh tum jaan nahi paoge
Jo mein khudko dikhati hu
Wahi tum bhi dekhna chahate ho
Tum mujhe janne ka dawa karte ho
Aansu ke baat toh chod diye
Tum toh meri muskan ke pichhe -
Chhipe huye dard ko bhi nahi jaan paye
Rahe itna aasan nahi hoga, pata hain
Par manzil chahe kitna bhi mushkil ho
Saath tum do yeah fir chod ke jao
Hume akele chalne ki tajurba saadiyon se hain..
-
Khamosh labon ki zubaan nahi hoti
Bas usko sunne ke liye ehsas hi kaafi hain..-
Love is a very small word
but it speaks a lot in silence...-
Kuchh chhut gaye us waqt ke sang
Toh kucch adhura rehe gaye tere jaane ke baad
Bol nhi payi tujhse kitna pyaar karte the hum
Tune toh de gayi hume pure zindagi bhar ke liye gham
Khali sa hai dil ka woh kona tere liye
Tere sath jo bitaye woh rangeen shaame
Kiyu chodd ke gayi iss tarha se hume
Khusiye jese ek pal me hi chhin li tune
Tere jaane ke gham se zyada teri yaadein satati hain roj,
Tu lot ke aaja di, phir se jadu ki jhappi jo deni hain aaj.
-
āĻāĻā§ āĻŽāĻž āϤā§āĻŽāĻŋ āĻšā§āĻĻāϝāĻŧ āĻā§āĻĄāĻŧā§
āĻāϏāĻŦā§ āĻāĻŦāĻžāϰ āϤā§āĻŽāĻŋ āĻŦāĻāϰ āĻā§āϰā§āĨ¤
āĻĨā§āĻā§ āĻŽāĻž āϤā§āĻŽāĻŋ āϏāĻŦāĻžāϰ āĻŽāĻžāĻā§
āĻŦāĻŋāώāĻžāĻĻ āĻŽāύ⧠āĻŦāĻŋāĻĻāĻžāϝāĻŧ āĻĻāĻŋāϞāĻžāĻŽ āĻāĻāĨ¤
āĻāϏāĻā§ āĻŦāĻāϰ āĻāĻŦāĻžāϰ āĻšāĻŦā§āĨ¤āĨ¤-
Kiyu acchi lagti hai woh khamoshi bhi
phone pe baat karte waqt,
Woh bakwas baatein jo ek duje se
ghante baithke karte rahe,
Daant jo ek doosare ko dete rehte hain;
Kuch sharaarat hum bhi kiya karte hain-
Kabhi kuch ankahein baatein kahene ko...
Toh kabhi chup rahe kar tere baatein
sunna mujhe pasand hain,
Kuch adhoore kuch poore
Kisse humare rishtey ki-
Woh pal kuch thamsa jaye
Ye dooree khatam ho jaye,
Kiyu ki.....
-