tumhare pas rehke tumhara dekhval karu ea
ek chahat hai meri,
Tumhare pasand ka khana banake tumhe khilau or pas beith ke kesa hai puchhu ea
ek basiyat hai meri,
Tum chijo ko dhundte dhundte meri nam pukaro or use dhundke tumhare hath me du ea to
ek khwashish hai meri,
Pata nehi ea pura ho payega ya nahi per zindegi ki rah per tumhare sath chal pau
ea bas chhotisi sapna hai meri...❣️
- Sonali Pradhan
9 AUG 2020 AT 22:17