22 JUN 2023 AT 23:24

Zindagi k sabak k lie ,ek hi umeed ka tutna kaafi hai...
Tufaan hai sawaalon ka lekin man k samandar me khaamoshi hai...
Yun tho koi malaal nahi, bas fursat me itna bta dena teri nafrat kitni baaki hai ??

- Sonal💕