Kya kabhi socha hai,
Hum itna waqt , kai baar to poorie zindagi ye sochne me bitaa dete hain
ki wo insaan aisa kyu hai, ya fir usne aisa kyu kiya, ya fir usme ye kami hai, wo aisa kyu hai,
Agar isee adha waqt bhi kabhi hum ye soch paate,
ki hum kaise hain, humne jo kiya wo kyu kiya, humme kya kami hai, hum aise kyu hain,
To halaat kitne alag hoten...- Sona
3 FEB 2018 AT 9:12