18 FEB 2019 AT 20:22

Aaj kal

Kisike liye kuch kar k kya hoga?
Jo kiya use jatana bhi zaroori hain
Sun meine tujhpe yeh ehsaan kiya
Yeh batana bhi zaroori hain

Aaj kal Sirf karne she kuch nehi hota
Jatana bhi zaroori hain😏😏😏

-