23 SEP 2018 AT 17:47

❤Aaj Ka Gyan❤
Zindegi har pal khas nahi hoti.
Phulon ki khusbu hamesha pas nahi hoti.
Milna hamari taqdir me likha tha,
varna itni acchi DOSTI kavi ittefaq se nahi hoti.

- Nisar Ka Gyan