sirish agarwal  
40 Followers · 45 Following

Student
Joined 19 March 2018


Student
Joined 19 March 2018
14 JUN 2020 AT 23:39

SUCCESS ???

Success is in knowing who you are
Success is in knowing the supreme
Success is in self realisation
Success is in knowing the philosophy of karma
Success is in living the present
Success is in finding best of others
Success is in to love and be loved
Success is in enduring false friendships
Success is in cherishing every moment
Success is in making everyone around you happy
Success is in making everyone around you comfortable
Success is in the spirit of not giving up
Success is in facing all the challenges boldly
Success is in working on your weaknesses
Success is in getting victory over all five vices
Success is in realising we all are actors in this stage of world drama.

SUCCESS IS NOT THE DESTINATION BUT THE PATH WHICH LEADS US TO OUR DESTINATION.

-


11 MAY 2020 AT 22:58

GAREEBI–EK MAJBOORI


Do waqt ki roti, kapda aur makaan
Jise miljaye bas itna woh hai mahan.
Naa pataa hai usko, kaha hai sona
Soch soch ke usko har raat padta rona

Naa uske liye koi jariya kamane ko
Ameero ke paas bharke paisa bahane ko
Padai likhai nahi hai ye kar paate
Do paisa kamane ko idhar udhar ye jaate

Kachre ki khaan mai dundhe ye khana
Mile na mile pata nhi par jaroor mile taana 
Chidiyon ko bhi milta khaane ko daana
Par unhe koun puchta jisne hai humko apna bhai maana

Sirf paisa paisa karke sab yaha ro rahe
Pata nhi kaisi bhavisya k beej hum bo rahe
Paise ki daur mai itna daur raha mera desh
Paise waalon k badte paise gareebon ka ho ra shesh

Gareebi ne mere desh ko liya hai jakkar
Lagta nahi woh paayegi pragati ko pakar
Kar mere khuda inki bhi jaruratein puri
Reh na jaaye inki tere par vishwas adhuri

– SIRISH AGARWAL










-


26 JAN 2020 AT 20:53

CHAL NA YAAR PHIR


Chal na yaar phir hai jeetein
Woh lamho ko jo hai beetein
Saari judi woh achi yaadein
Phir bachpan ki woh baatein

Chal na yaar phir hai hum dost bante
Ungli ghumake phirse milte
Bas ek galti iss baar nahi karte
Angoothe k dum par apni yaari todte

Chal na yaar phir hai hum saath ghumte
Bhaari baste k saath uss dukaan main jhumte
Ek rupaye k toffee mai khushi dhundhte
Na badi badi icchaon k liye dukhi hote

Chal na yaar phir hai hum aaj daur lagate
Girne par ek dusre ko uthate
Dhul se  khud ko dhakte
Phir se saath main chupte

Chal na yaar phir hai hum apna birthday manate
Dost ko saath le phir class class ghumte
Sabko ek ek toffee baantein
Phir yaaron ko chaar paach hum dete

Chal na yaar phir hai jeetein
Inn lamho ko jo hai beetein
Saari judi yeh achi yaadein
Phir bachpan ki yeh baatein
Phirse bachpan ki yeh baatein...

– SIRISH AGARWAL

-


11 SEP 2019 AT 21:28

Aaj bhi rahe hum darr...


Woh chikhi thi
Woh chillai thi
Najane kaise un kutton ke
Kabze main woh aayi thi

Insaaniyat ki saare hadon ko 
Unn heavano ne kuchal diya 
Ek masoom si jaan ko
Apne hatthon se marod diya

Undekhi kardi gayi
Uss nanhi bachi ke tadapte ang
Rakt se bhardiye gaye
Uske shareer ko laal rang

Aaj bhi sunai deti hai wo aawaze
Phir bhi band hai kanoon ke darwaaze
Aaj bhi hum main hai inka darr
Inke darr main pal pal rahe hum marr.....

— Sirish Agarwal















-


14 MAR 2019 AT 7:31

मेरे देश की शान


नाबालिग होती है उम्र तुम्हारी
जब तुम जाते हो फ़ौज में हमारी
तुम हो घर बैठी मां के तारे
तुम हो भारत मां के सहारे

हर जंग में ध्वज को झुकाते नहीं 
देश की मान बढ़ाते तुम्हीं 
अपनी जान की बलिदान कर सके ना कोई
ये हिम्मत सिर्फ तुम में होई

मेरा देश मेरी प्राण
ये केहके तुम देते हो अपनी जान
सबसे होते हो तुम दूर 
बनते हो तुम देश की नूर

आखिर तक हार न मान ना
देश के लिए सब कुछ कर जाना
तुम नहीं एक आम इंसान
तुम हो मेरे देश की शान

-


28 FEB 2019 AT 8:14

MERI BEHNA

Behan wo bhagwan ki den hai.
Behan wo sunhara tofa hai.
Behan wo khoobsurat pari hai.
Behan wo ek dost hain.

Behan wo jo aapko kabhi hasaye.
Behan wo jo aapko kabhi rulaye.
Behan wo jo aapke saath ladai kare.
Behan wo jo aapse baat baat main jaghra kare.

Behan wo jo aapke saath aapki saari baatein baate.
Behan wo jo aapke saath har sukh dukh main ho.
Behan wo jo aapka sab se jyada dhyaan rakhe.
Behan wo jo aapke saare secrets share kare.

Behan wo jo aapki kalai main ek dhaaga bhande aur apni aur aapki rishte ko aur mazboot kare......

- SIRISH AGARWAL

-


26 FEB 2019 AT 18:06

1. Forget past
2. Learn from experience
3. Take care in future

-


26 FEB 2019 AT 15:46

FRIENDSHIP- A definition

Friendship is like a looking glass
Handle it with care
Once it is broken 
It is difficult to repair

Make new friends
That's OK
But don't forget old ones
As old is gold

Gold is of high value
That is ready to be sold 
But friendship is such
That it is not meant to be sold

Friendship has got many layers
Just like onions
You may not be able to count it
But when u will try to cut it
U will have tears in your eyes..

-


26 FEB 2019 AT 15:14

KAB BADA HO GAYA

Ghutno ke bal chalte chalte 
Pata nahi paer pe kab apne khada ho gaya
Maa ki pyaar main
Pata nahi kab itna bada ho gaya

Aankh band kar khate khate
Pata nahi kab chamach kaata chalana sikh liya
Maa ki pyaar main 
Pata nahi kab itna bada ho gaya

School najaane ke liye rote rote
Pata nahi kab college mai pahuch gaya
Maa ki pyaar main
Pata nahi kab itna bada ho gaya

Doodh peene se bachte bachte
Pata nahi kab nasha chai ka chad gaya
Maa ki pyaar main
Pata nahi kab itna bada ho gaya

A,B,C likhte likhte
Pata nahi kab ye kavitaye likhne lag Gaya
Maa ki pyaar main
Pata nahi kab itna bada ho gaya....

–SIRISH AGARWAL

-


23 MAR 2018 AT 10:46

Everyone sees a black spot in a paper but not an entire white page

Similarly

Everyone sees bad quality of yours not your good qualities

-


Fetching sirish agarwal Quotes