Nahi rok sakta tu mujhe ab
Leke apne sath chala toofan hu mai
Na zamane ki fikar mujhko
Na haarne ka dar raha
Ab bebaak hu mai
Qurbat ki tapish mehsoos krke
ban chuka ab aag hu mai-
6 MAR 2018 AT 19:22
Nahi rok sakta tu mujhe ab
Leke apne sath chala toofan hu mai
Na zamane ki fikar mujhko
Na haarne ka dar raha
Ab bebaak hu mai
Qurbat ki tapish mehsoos krke
ban chuka ab aag hu mai-