Jalwa tera jis rang me hai hosh ruba hai
Tu husn hai ya husn ke prde me noor e ata hai
Kb tk yu aaine ko takte rahe peri aankhein
Tasveer se bahar nikl aaye to mza hai-
Mai shayar to nahi bs apne khayalat likhta hu
Dekh kr apne is pyare desh ke halat likhta hu
Yu meri baate shyd chubhti ho logo ko lekin
Nazariya ap tk pahuchane ko apne jazbat likhta hu
-
तेरा यू रुख से जुल्फे हटाना मार देगा
यू शर्मा कर मुस्कुराना मार देगा
फ़ना होने लगे हम तेरे अदब से पलके झुकाने पर
अब तेरा पलकें उठा कर नज़रे मिलाना मार देगा-
Mukhtasar si zindagi hai
Mukhtasar se khayalaat hai
Samne bde bde log hai
Or unki bdi bdi baat hai-
Sochta hu......
Use bayan karne pr alfazo pe ky guzarti hogi
Use likhne pr kalam pe ky guzarti hogi
Hum to fana ho gye uski ek jhalak pr
Na jane aiyne pe ky guzarti hogi.-
In English we say :- I can't describe you
But in urdu
Har bar tarif krne ki koshish krta hu mai apki
Aur har bar apko bayan karne me nakam reh jata hu-
Bus usi trh ye kaam kr jana hai
Ghr walo ke ykin pe khra utr jana hai
Mai to bdl chuka rasta apna
Ap bhi na bhulo apko sajan ke ghr jana hai
-
Ek lamha sth bitane ka intezar h
Teri zulfo ko apne hath se swaarne ka intezar h
Ye jo nigahe tumhe dekhne ki chahat liye baithi hai
In nigaho ko tumse nigahe milane ka intezar h-