12 JUL 2019 AT 22:43

Daman chudana nhi muhabbat se asan
Ye Umar bhar ka wada de jata hai
Haan wo alag baat h kuch k liye mazak Tou
Kuch k liye bas fareeb ka rasta hota hai

- Unknown