In alfaazo ko, kaise karein bayaan,
Jin lafz ko khud, shayaro ne di hai zabaan.
Wo gazal wo shayari, likha karte the,
Hamari kalam to, khud hi hai bezubaaan.
Usi pe kuch aur, agar harkat de de,
To ho jayegi khata.
Gar Ham un shayaro ke,
Alfazo me kuch keh de,
To hogi ye bat bewajah.
Par gar dil ka taar chid gaya,
To hojayegi ye kalam beparwah.
Aur ajayenge aise bol,
Jo kardegi hame bhi bezubaaan.
13.10.2024-
Love your life
Make someones day
Your day will be bright
#Azamsuniverse
Do a... read more
Jo na samjhe uske liye, zindagi na saaz hai
Jo samjhe wo bas yahi kahe, zindagi ek raaz hai-
Maine apni rooh ko
Jism se azad kiya.
Tumne jitna khasara kiya
Uske liye tum ko maaf kiya.
Zindagee bhar sukoon rahe tumko
Bus yahi abhi abhi rab se
Maine fariyad kiya.
Ho sake to hamari fariyad
Un tak pahuche ya na pahuche
Ya Rabb sukoon me rahe
Wo jaha bhi rahe
Yahi hamne minnat
Baar baar kiya
- Masroor Battu
-
Deke ek zara hath apna
Profound writers ne yu hame sawara hai
Kehno ko hai bahut kuch
Ke kitna pyara sath PW ka aur hamara hai
Jazbaat ko deke pankh
PW ne har ek writer ko sawara hai-
CHANGE IS THE LAW OF NATURE -
When it's in the form of War its REVOLUTION
And
When its by the application of one's own action its EVOLUTION -
Just removal or addition of one alphabet makes whole world upside down -
How simple the things, look like as it's just addition of one alphabet and nothing else, but it makes great transformation.-
Hard times often defines a lot about you
Your courage
Your strength
Your ability
It defines your *courage* to overcome hard time
Your *strength* to understand that this situation is not going to stay forever
Your *ability* to deal with the situation to look at the other side
Also we should develop habit of reading books it will give you all.
It will help you to boost your courage.
It will give you strength to understand the situation more clearly more practically
and it will develop you to be more stable in difficult times
AlfaazeAzam Quotes
Insta I'd : AlfaazeAzam74-
मिटा दो इन्हे कोई
मिला दो उनसे हमे कोई
कैसे रहा जाता है
उनके बिना सिखा दो हमे कोई
हर लम्हा उनकी यादों में ही गुज़ारा करते है
उन्हें जाके बतादे कोई
अल्फाज़ ए आज़म-
Likhne ko to bahut kuch hai magar
Alfaaz kahi jaake tham jaate hai
Halaet e zindagi bayaan karein
Ya kisi ki khushi pe likhe
Kisika sapna poora hota hua likhe
Ya kisiki safalta toot te hue likhe
Har samt hai pukaar
Likhne to hai sirf din chaar
Chaar logo ke baad
Ab din bhi bachenge chaar
Fir bhi baatein khatam nahin hoge
Aur sirf likh paayenge baatein chaar
Likhne ko hai bahut kuch
Par kya kya likhe yahi pooche mann har baar-