Kadar karna hai to jeete ji karo
Marne ke Baad to paraye bhi ro dete hai
Aaj jism me Jaan hai to puchta nhi koi
Kal jab rooh Nikal jayegi to kafan uta uta kar dekhenge,
Waqt Nikal kar baat karliya karo apnounse ,
Ager Apne hi na rahe to waqt ka kya karoge...!
_sartaj- SarTaj
24 APR 2019 AT 18:54