sarfaraz Ahmad   (sarfaraz ahmad)
74 Followers · 68 Following

9811960881
Joined 18 March 2018


9811960881
Joined 18 March 2018
30 JUN AT 12:02

Apne huzrey me hi musafir ban baitha hu

Musalman basti me kya gya kafir ban baitha hu.

-


5 JUN AT 21:31

Qimat ada kar aya teri khushiyo ke khatir sajdo ka...
Or wo zamane me khud ko badnaseeb mante

-


21 MAY AT 22:39

Kon tarasta hai teri deed ke khatir ....
Hum to mar gye barso tera naam sunkar..

-


20 AUG 2024 AT 23:32

Bhut pareshan hu kiya luta hai mera...
Bura waqt hai ya koi saza hai mera ...

-


18 MAR 2023 AT 11:48

Galti ek sajaa hai
Mil gaya to thik
Nahi to bhut maza hai...

-


22 JAN 2023 AT 1:28

Na jane konsa rang dekhu dunya tera....
Bhagwa mante bhagwan ko hare ped jante....

-


17 DEC 2022 AT 23:33

Ho namazi to fikar kar apni,,,,,
Me musalmaa hu manjil hai jannat mera....

-


17 DEC 2022 AT 23:28

Kisne kiya likh deya teri shaan me...
Wo kafir hogya apne hi imaan me.. .

-


14 JUL 2022 AT 0:16

Waqt ki juban nhi Sarfaraz
Lakin waqt sabse acha bolta hai...

-


14 JUL 2022 AT 0:14

Muddat hui hai ab kon tarass khata hai
Pehle marta hai insan baad me zahar khata hai..

-


Fetching sarfaraz Ahmad Quotes