22 OCT 2021 AT 19:14

Tera naina, Tere naina
Bara mast lage mujhe yeh kehna!
Doob jau tere is naino ki baton mein
Haye rabba,
Lajawab hain tere naina.
Tere akho ke ek jhalak mein main tham jau,
Yeh bechaini main tumko kese batau?
Tera naina, Tere naina
Bara mast lage mujhe yeh kehna!

-