23 APR 2018 AT 12:42

Ye to apna apna
nazariya hai,
Cheejo Ko dekhne ka,
Bhala kitaabien bhi
hame pada Karti hain,
Vo to logo ki dastan
bayaan Karti hain.

- Samiksha singh