9 DEC 2018 AT 19:28

Mat Kar tamanna Kisi ko
pane ki
Badi bedard nigahe hai is
Jamane ki
Tu khud ko bana kaabil is
Kadar
Ki tamanna rakhe log tujhe
Paane ki

- Saddam Hussain