16 AUG 2022 AT 22:27

Tumhe dukh kyu nahi iss baat ka
Tiraskaar karta raha woh mera tumhe ahsaas kyu nahi iss baat ka
Tujhse kehna ya na kehna sab bekaar hai...tu woh nahi jis per maan tha mujhe har baat ka...

- Mera mazi