26 MAY 2022 AT 7:58

Log aksar khete hain ki 'Jodi' toh upar wala ne bana kar bheja hain,,,


Par mera maana hain ki ek rishte ko, do logo ko bana kar rakhna padha hain..!!


Log aksar khete hain ki pyaar kismat walo ko he milta hain,,,

Par mera maana hain ki usse nibhana toh do logo ko he padha hain..!!

-