Thoda sa mera gussa ,
Dikh jata hai
Pyar kyu kone m ,
Simmat k reh jata h.
Mana hu mai batameez ,
Batmeeziyon k peeche ,
Hath tumhara hai .
Pyar bhi dekh liya kr ,
Vo jo
sirf tumhara hai.
Gussa to hur gali mein,
mashur humara hai.
Pyar hi hai shayad,
Jo ye sub karvata hai .
Mafi pehle se hi ,
Kuki gusse p humara ,
Zor nahi chl pata hai.
- Inner_inspiration41
12 JUL 2019 AT 20:17