1 kaam karte hain,
2 baatein karte hain,
3 pal nikalte hain,
4 kadam saath chalte hain,
5 baje agle din tum
6 number ki sadak pe aana,
Tumse 7 janmo ka wada karna hain,
Fir 8 barash baad jab raat ke 9 baje tum mujhse puchhogi ki aao khana kha le,
To main muskurakar kahunga nehi ruko,
1 kaam karte hain,
2 baatein karte hain..- mysterious pwrson
28 AUG 2023 AT 18:41