8 NOV 2023 AT 9:31

Na zikar kar
Na tu fikar kar
Apne jazbaton ka
Bus tu kadr kar

Jo tera hai
Woh mil he jayega
Apni baari ka
Bus tu sabr kar

-