Aazadi ka matlab uss insaan se pucho
Jo umar bhar ki sazaa kaat raha hai
Aazadi ka matlab uss panchi se pucho
Jo pinjre me kaid hai
Aazadi ka matlab uss dil se pucho jo kisi aur ka hogaya hai
Aazadi ka matlab mujhse pucho toh khudko fanaa karna hai- Khanam
3 MAY 2018 AT 15:53