Raushan Taz Ali   (Half blood Prince RTA)
321 Followers · 181 Following

read more
Joined 4 May 2018


read more
Joined 4 May 2018
15 FEB 2022 AT 22:40

Ek pal hi tha Shabnam jaise hathon me.
Muddat lag gayi pather se ghar banane me.
Umar gujar jayegi dil ko samajhne me.
Ubharti lahron Ke niche dafan hogayi ek dard sine me.

Raushan Taz Ali


-


26 JAN 2022 AT 5:06

Nahi chmakta Sona Yun hi.
Kuch to dard rahgaya hoga baki.
Gram karte hi phut parta hai lawa.
Kaise rahgaya hoga Khamosh koi.

Raushan Taz Ali

-


26 JAN 2022 AT 4:50

Likhi kismat ki , Larkar chala badalne kismat ko.
Kismat buri itni, Badal na paya kismat ko.
Ae khuda thak gaya hun, Roz nayi safar se.
Ab dil bhi nahi karta , Kuch naya karne ko.

Raushan Taz Ali

-


26 JAN 2022 AT 4:30

Nahi pata , Ek din use bhi zamee pe utarna hai.
Chand apni bulandi pe Yun itrata hai.
Kash apni marzi se jee Sakta.
Suna hai , ab apni marzi se mara ja sakta hai.

Raushan Taz Ali

-


26 JAN 2022 AT 4:12

Jab tum sath nahi to kiya dar hai.
Sath yad tumhari ab umr bhar hai.
Khushiyon ka registan ye duniya.
Bas mere hath mutthi bhar ret hai.

Missing you
Raushan Taz Ali

-


26 JAN 2022 AT 3:41

Khushiyon se koi nata nahi hamara.
Mai garib menhga har shauk tumhara.
Sayed Musafir hun tere Sahar ka.
Milti nahi wo rah jispe Manzil tumhara.

Raushan Taz Ali

-


26 JAN 2022 AT 2:21

Sama jata hun har aakar ke bartan me.
Kon hun mai dekh nahi pata kisi darpan me.
Bin barsat bhiga rahta hun.
Mai Pani nahi duba rehta hun pasine me.

Raushan Taz Ali

-


26 JAN 2022 AT 1:36

Nav Varshah nav Bharatha Nav gantantra.
Mul Avadharaya bhrastha saamayika mantra.
Mitrta desham sanraksnamha.
Parayah agraga avayo abhadra.

Aham bharta deshaat asmi.
RAUSHAN TAZ ALI

-


21 JAN 2022 AT 1:03

Maa ne diya , maa se bandagi.
Jo mangu dediya kar ae Jindagi.
Milti nahi sewa khak ke.
Charo taraf fitna -e- drandagi.

By Raushan Taz Ali

-


7 JUN 2020 AT 10:40

mahnat ki hai, maine bhi dil laga ke parha hai.
J.n.u University tha mera, isliye samaj ne gaddar kaha hai.
Kiue takleef hai kisiko, kisi ke sonch se.
Raat din jaise, har duar me sonch bata hai.

Raushan Taz Ali

Bhagat singh , m.k Gandhi , Tipu Sultan,
Maulana Azad, nawab Nizam, S.C bose
Different thinking but same goal

-


Fetching Raushan Taz Ali Quotes