22 FEB 2018 AT 11:55

Aisa kya gunah Kiya Maine...
Jo har pal dushwaar hua hai Mera...
Koshish to ki thi kisi apne ko khushi dene ki...
Parwaah unko nahi meri to kya kiya jaaye...

- Ratti Vimal