Uske ghr pe kal ek rishta aaya or ghrwale uska jawab maang rhe h,
Or wo mujhse apne ghr pe dena k lia jwab maang rhi h,
Apne manzil tk jane ka rah maang rhi h,
Mann to tha ki rste pe hu ruk jau pr kab tk rok paunga usa jo apne dil ka jwab mera se maang rhi h....-
Mehfil m baitha tha or kissa koi tera chid gya,
Baat to khatam hogyi par sabke sath bhi akela sa lag rha tha,
Uth nhi skta tha wha se mein pr dil mera vha bhi nhi lag rha tha....-
Dil tuta hua tha uska or wo aansun chupa k baitha tha,
Baarish hui or wo bhar ghumne nikal gya....-
Tera ho skta hu,
Tera hua bhi tha par tera pas jgah khali nhi thi,
M rukta tera darwaze par wha bhi jgah khali nhi thi....-
Kyu kbhi kbhi pta hokar bhi anjan ban na pdta hai,
Jeena ki palo ko jeena ki khwaish k lia marna pdta hai,
Or jo kareeb hai unki kadar nhi garo k lia kyu marna acha lagta hai....-
Tez chlna hai par itna bhi tez nhi ki
Jeena k pal maut se udhar mangne pde....-
Wo pal bhi kitne masum tha,
Unko guftgu m mza aa rha tha ,
Or hme unki lafzo p pyar aa rha tha..-
Aadat aisi lag gyi h uski ki ,
Nasha uska ho yaa jam ka ek sa lgta hai....-
Wo aaj bhi mujhse puchti h m kisa chahta hu,
Or m has k uske naam ka pehla akshar bta aata hu,
Pta nhi wo pagli smjhti nhi yaa smjhna chahti nhi h,
Pr iss khel m mza bhot aata h....-
Ishq azmaya nhi smjha jata h,
Sahab yeh khel vishwas ka h isa toda nhi joda jata h-