Bari kambakth ha kismat meri,
Jisse chaha wo Mera kabhi ho na saka.
Wo mujhese bichra ese,
ki mano us jesa koi ho na saka.
Pyar ek tarfa tha nahi kahunga me,
kiya usne bhi tha magar hamara
ek ho jana ye kabhi ho na saka.
Hamne oro ki tarah rahkhe
the ham dono ki bhi pyare name,
magar mera name kabhi
uska ho na saka.
Din raat usse chaha,
usse dekh dekh muskuraya
uski chahat ke liye na jane
kiya kuch na kiya
magar wo mujhe hamesa chahe
ye kabhi ho na saka.
Wo kehte rahe ki karna intezar
mera zanmo tak,
magar unhe ham kese samjhaye,
ye hal-e-dil kese batay,
bas ye kehna hamse ho na saka.
Bari kambakth ha kismat meri,
ke wo mera hote hue bhi
mera ho na saka, mera ho na saka.
- Raj.......
6 OCT 2022 AT 10:05