Bs kr dil aur kitna royega ...
Sb kuch to kho diya aur kya khoyega...
Bs kr dil aur kitna royega...
Tu khta tha ki tu sbse alg h
Tu is samaj k bandno se azad h
Pr dekh samaj ne tujhe bandh hi liya
Ab tu kaise nye sapne sanjoyega..
Bs kr dil aur kitna royega...
Tu udna pasand krta h na khule akas me
Tujhe pankh faila k hawa ko chirna accha lgta h na..
Chur kr diye gye tere sapno ko ab tu kaise soyega..
Bs kr dil aur kitna royega....
-
24 APR 2019 AT 15:50