26 AUG 2022 AT 1:22

kis par bharosa karu
kisko apna kahu
es duniya me
sab apne or sab paraye
lgte h ।
kyoki n to koe ab
puchhne wala h ki
tum kese ho ,
n kisi ko bharosa ki
ham unhi ke h

-