Ek zakhmi parinde ki tarah jaal main hm hai,
E ishq ab tk tere zanjaal main hm hai,
Vo to haste hue chehre ne bharam rakha tha hmara,
Vo dekhne aaya tha ki kis haal main hm hai,
Vo to marji tumhari hai pas rakho ya na rakho,
Ki ab to khushbu ki tarah tere rumal main hm hai,
Ham foot kr rone lage jab maut k dar se,
Tab neki ne kaha naam-e-amaal main hm hai,
Ek khwab ki surat sahi magar yad hai ab tk,
Maa kehati hai ki le audh le is shawl Main hm hai...- pranay sharma
27 DEC 2019 AT 10:03