Tera bin bhi jina kya hai
tera bin bhi jina kya hai asia lagtha hai mujhse ruta jaha hai,tu khwashi thi meri ,tu dua thi meri tere bina meri fariyaado mai asra hi kaha hai,terabin bhi jina kya hai,jaise subha ka ujwal raat ke ander mai ghum ho jata hai ,tere yaado ka safar meri ankomai chata hai,woh lahme mohabaat ke ek lambi yaad bane kare ate hai jo tum ne na kaha mujhse woh kaha kare jate hai ,tera bin bhi jina kya haiasia lag tha hai ruta jaha hai,tere saath jo deke the sapane na jana woh kaha woh ab kaha hai,mera ashus so toh bhiga mera jaha hai,tere bina bhi jina kya hai ,tum jo a jao tu ji lu mai zara tham ke tera haath yeh asma chu lu mai zara,phir se saath rang zindgi mai bar lu mai zara ,tere bina jina kya hai asia lagta hai mujhse rut jaha hai.
- Pradeep Pateria
14 JUN 2020 AT 0:26