Ek ladka or ladki kabhi dost nhi ho skte
Ye kon hai kehta
Unko shayd koi mila nhi ya unka dil har jaga hai phisla
Ye yaari bhi badi anokhi hoti hai
Bhot km logo ki kismat me aisi yaari hoti hai
Jinko mile aisa yaar fir kisi aur ki na kami na zarurat hoti hai- Shayar_e_syaahee
2 AUG 2020 AT 21:18